BILL GATES - Singing Hindi Song

(Modified version of dil to pagal hai)
Bill to pagal hain.......
Bill deewana hain.....
Ache bure softwares banvata hain yahi,
hasata he yahi, rulata hain,
usme phir 'bugs' dalta hain wohi,
aur solutions bhi nikalta hain,
bill to pagal hain.......
Bill deewana hain.....

Is bill ki bato mein jo aate hain,
woto oolu ban jatte hain,
software to dusare bhi banate hain,
banake magar kho jate hain,
hmmm bill to pagal hain.......
Bill deewana hain.....

Softwares ko main na pehchanoongi,
working bhi na mein uska janoongi,
microsoft ka logo bass mein dekhoongi,
bill jo kahega wohi manoongi.
Bill to pagal hain.......
Bill deewana hain.....

Bill ka kehna hum sab maane,
bill na kisi ki maane,
uski strategy jaan li hamne,
ek wohi na maane.
Bill to pagal hain.......
Bill deewana hain.....

Chodo ye bill sab kahaniya,
'bugs' ki hain sab nishaniya,
Programmers ki sari pareshaniya,
Iss bill ki hain ye meherbaniya.
Hmmm bill to pagal hain bill deewana hain

0 comments:

Post a Comment